- Lyrics
- Album list
Mohit Chauhan
-
Saada Haq
[Guitar]
Tum logo ki, is duniya mein Har kadam pe, insaan galat Mein sahi samajh ke, jo bhi karun Tum kehte ho galat
Main galat hun, phir kaun sahi Marzi se jeene ki bhi main Kya tum sab ko marzi du Matlab ki tum sabka mujhpe Mujhse bhi zyaada haq hai....
Saadda haq, aithe rakh !!!!!!
Saadda haq aithe rakh [8]
Na na, na na na na na Na na na na na Na na na na na, na na na
Saadda haq aithe rakh [4]
Hey
In kataron mein, ya udharon mein Tum mere jeene ki aadat ka kyun ghot rahe dum Besalika main, uss gali ka main Na jis mein haya, na jis mein sharam
Mann bole ke rasme jeene ka harjaana duniya dushman Sab begaana inhe aag lagaana Mann bole, mann bole Mann se jeene ya mar jaana hai
Saadda haq aithe rakh [8]
Na na, na na na na na Na na nana na na Na na na na na
Hoooooo oooo oooo, ye ye ye
Oh eco friendly Nature ke rakshak Main bhi hoon nature
Rivaajon se, samaajon se Kyun un un ho ho ...... Tu kaate mujhe Kyun baante mujhe is tarah
O o, hoooooo......
Kyun sach ka sabak sikhaye Jab sach sun bhi na paaye Sach koi bole to tu Niyam kanoon bataye
Tera darr, tera pyaar, teri vaar Tu hi rakh, rakh saali......
Saadda haq aithe rakh [3] Saadda haq aithe aithe rakh
Saadda haq aithe rakh [6]
Saadda haq, aithe rakh
Saadda haq, aithe rakh !!!!!!
-
|